Haza zalim sahi


Haza zalim sahi, yeh zulm, Woh bhi kar nahi sakthi
 Jahan men kais zindha hai, Tho laila marr nahi sakthi
Ye dhaava aaj dhuniya bar se manvane ki kathir aa
Ha Yeh deewane ki zid hai, apne deewane ki kathir aa
 Tere dar se, mein khali laut jau, kya kayamat hai,
Tu meri ruh ka thauba, meri jane ibadat hai
Jabhine shaud, ke sajdhoko apna ne ki kathir aa
Yeh deewane ki zid hai, apne deewane ki kathir aa
Meri deewangi ki, meri vahashat ki kasam tujh ko
 Ghurure ishq ki, naze mohabbat ki kasam tujh ko
Zamane ko, wafaa ki shaan dhiklane ki kathir aa
Yeh deewane ki zid hai, apne deewane ki kathir aa
 Mein tere husan ka sagdha, uttaru samne aaja
 Tu meri samne aaja, Tu meri samne aaja
Gire badath ziya, kar kar ke maru, samne aaja
Shikashta par, pareshan hal parwane ke kathir aa
 Yeh deewane ki zid hai, apne deewane ki kathir aa
 Ha Yeh deewane ki zid hai, apne deewane ki kathir aa
 Jabhine shaud ke sajdhoko apna ne ki kathir aa
 Zamane ko wafaa ki shaan, dhiklane ki kathir aa
 Yeh deewane ki zid hai, apne deewane ki kathir aa
 Tu bas ek bar aa, apane deewane ki kathir aa

Comments