Jagee jagee


Jagee jagee badan me jwala saiyya tune kya kar dala
Jagee badan me jwala saiya tune kya kar dala
Mana mana kar haree mane nahee man matwala
Paree tune hasna chhodhee maine tujhe kitna jana
Jagee badan me jwala saiya tune kya kar dala
Aate jate rahon me chheda
Inhee teree baton se pada yeh bakheda
Achchhee dee pehchhan tere do naino ne
Arey ghayal kar dee jan tere do naino ne
Jagee badan me jwala saiyya tune kya kar dala
Ruthe meree aankho se sapne, huye tere khwab me din the jo apne
Apne pehle hal na aisa dekha tha
Arey solah sal me sal na aisa dekha tha
Jagee badan me jwala saiyya tune kya kar dala
Tere liye rato ko bhatku, aate jate logo kee najaro me khatku
Kaisee halchul dalee meree javanee me
Arey julmee tune aag laga dee panee me
Jagee badan me jwala saiyya tune kya kar dala
Mana mana kar haree mane nahee manmatwala
Paree tune hasna chhodhee maine tujhe kitna jana
Jagee badan me jwala saiyya tune kya kar dala

Comments