Unhe khokar dukhi dil kee dua se aur kya mangu



Unhe khokar dukhi dil kee dua se aur kya mangu
Mai hairan hu kee aaj apani wafa se aur kya mangu
Girahban chak hai, ankho me ansu, lab pe aahehain
Yahi kafi hai, dooniya kee hawa se aur mangu
Meri barbadiyo kee dastan, un tak pahunch jaye
Siwa isake mohabbat ke kuda se aur kya mangu
Unhe khokar dukhi dil kee dua se aur kya mangu

Comments