Waqt se din aur raat


Khal yahaan, basti thi khusiyaan, aaj hai matum bahaar,
 Waqt laaya tha bahaaren, waqt laaya hai kiza.
 Waqt se din aur raat, waqt se kal aur aaj,
 Waqt ki har shai gulaam, waqt ka har shai pe raaj
 Waqt ki gardish men hai hai, chaand taaron ka nizam,
 Waqt ki tokar mein hai, kya hukumath kya samaj,
 Waqt ki paaband hai, aatee jaate, raunake,
Waqt hai phoolon ki sej, waqt hai kaanton ka taaj,
 Aadami ko chaahiye, waqt se dar kar rahe,
Kaun jaane kis ghadi, waqt ka badale mizaj.

Comments