Wo Aksar Fusat Main Ik Kaam Kartay Hain

Wo Aksar Fusat Main Ik Kaam Kartay Hain
Bana K Aaina Humain Salam Kartay Hain
Us Ki Masoom Adain Usay Ruwa Na Kardain
Wo Likh K Dharknon Pay Mera Naam Aam Kartay Hain
Us K Mathy Say Ubharta Hai Subah Ka Noor
Or Andhairay Us Ki Zulfon Main Kyaam Kartay Hain
Ankhon Say Wardatain Karna Pesha Hain Unka
Dilon Ki Chorian Wo Sar-E-Aam Kartay Hain
Zamana Tera Hi Talabgaar Sahi Lekin
Kuch Husan Walay Humara B Ehtaraam Kartay Hain

Comments