ik shaks ki chahat ka armaan raha aksar

ik shaks ki chahat ka armaan raha aksar

jo jaan kr b sb kch anjan rha aksar

ye pyr mhbt ka hai khail kesa

ki jis ne ki wafa nuqsan rha aksar

ata hai wo needon main

rehta hai wo khawbon main

ik yahi tou uska mjhpe ehsaan rha aksar

Comments