Dareeche Se Jhankti
Wo Ladki
Ajeeb Dukh Se Bhari
Huyi Hai
Ki Uske Aangan Me
Phool Par
Ek Neeli Titli Mari
Huyi Hai
Kabhi Azaanon Me
Khoyi Khoyi Si
Kabhi Namaazon Me Royi-Royi
Si
Wo Aise Duniya Ko
Dekhti Hai
Ki Jaise Us_Se Dari
Huyi Hai
Darod Se Mehki Mehki
Saansen
Wazzefe Padhti Hui Wo
Aankhen
Ki Ek Sham_E_Ummid
Unme
Kayi Baras Se Padi
Huyi Hai
Wo Dukh Ke Chadar Me
Lipti Lipti
Wo Kale Kapron Me
Simti Simti
Mohabbat Usne Kisi Se
Shayad
Meri
Tarha Se Ki Huyi Hai
Comments
Post a Comment
thanks