Kabhi Nazre Milane
Main Zamaney Beet Jate Hain
Kabhi Nazre Milane
Main Zamaney Beet Jate Hain
Kabhi Nazre Churane
Main Zamaney Beet Jate Hain
Kisi Ki Aankh Bhi
Khulti Ha To Sonay Ki Nagri Main
Kisi Ko Ghar Bananey
Main Zamaney Beet Jate Hain
Kabhi Ghar Say
Nikaltey Hi Nazar Aa Jati Ha Manzil
Kabhi Rasto Ko Paney
Main Zmaney Beet Jate Hain
Kabi Sadyo Ki Se
Ratey Humain Pal Bhar Ki Lagti Hain
Kabhi Soraj Ko Aane
Main Zamaney Beet Jate Hain
Koi Sajday Main Gir
Jata Hay To Pa Lata Ha Rab Ko
Kisi Ko Lao Lagane
Main Zamaney Beet Jate Hain
Abr E Nesa Sepi Ko Gohar Karta Ha Ik Pal May
Pr Us Ik Pal Ko Aaney
Main Zmaney Beet Jate Hain
Kabhi Pal Bhar Barabr
Bn Ka Sadya Beet Jate Hain
Kabhi Ik Pal Bitaney
Main Zamane Beet Jatey Hain
Comments
Post a Comment
thanks